Dekha Hai Pehli Baar Saajan Ki Aankhon Mein Pyaar Song Lyrics – Saajan

Dekha Hai Pehli Baar Saajan Ki Aankhon Mein Pyaar Song Lyrics – Saajan



Dekha Hai Pehli Baar Saajan Ki Aankhon Mein Pyaar Song Lyrics – Saajan


Dekha Hai Pehli Baar Saajan Ki Aankhon Mein Pyaar Lyrics:

 One of ever best romantic, lovely song lyrics from the movie Saajan which is sung by Alka Yagnik and S.P. Balasubrahmanyam. The lyrics written by Sameer and music composed by Nadeem-Shravan. label of song Eros Now.

Dekha Hai Pehli Baar Lyrics

Dekha hai pehli baar
Saajan ki aankho mein pyaar

Dekha hai pehli baar
Saajan ki aankho mein pyaar

Ab jaake aaya mere
Bechain dil ko qarar

Dilbar tujhe milne ko

Kabse tha mein beqarar
Ab jaake aaya mere

Bechain dil ko qarar

Dekha hai pehli baar
Saajan ki aankho mein pyaar

Ab jaake aaya mere
Bechain dil ko qarar

Palkein jhukaaun
Tujhe dil me basau

Ab binn tere mein to
Kahin chain naa paun (2 times)

Tu mera jigar hai
Tu meri nazar hai

Tu meri aarzoo
Tu mera humsafar hai

Dekha hai pehli baar
Saajan ki aankho mein pyaar

Ab jaake aaya mere
Bechain dil ko qarar


Meri adaayein, yeh meri jawaani
Bas tere liye hai, yeh meri zindagani

Meri adaayein, yeh meri jawaani
Bas tere liye hai, yeh meri zindagani

Tu meri gazal hai, tu mera tarana
Aa teri dhadkano pe
Likhdu dil ka fasana

Dekha hai pehli baar
Saajan ki aankho mein pyaar

Dekha hai pehli baar
Janam ki aankho mein pyaar

Ab jaake aaya mere
Bechain dil ko qarar

Dilbar tujhe milne ko
Kabse tha mein beqarar

Ab jaake aaya mere
Bechain dil ko qarar

Dekha hai pehli baar
Saajan ki aankho mein pyaar

Post a Comment

Distributed by Gooyaabi Templates | Designed by OddThemes